Alexa rank kya hai ? Aur alexa rank kaise badaye or blog mai kaise Add kare
Alexa ki dwara di gayi ranking puri duniya me accept ki gayi ranking system hain. Aur kai tarike hain jaise ki Google page rank, domain authority, page authority, Moz rank aur quantcast alexa se bhi accurate hain par problem ye hai ki ye regularly update nahi hote hain.
Alexa ek California ki company hai. Alexa rank Aapki Website Blog ki Popularity ke anusaar aapka rank banati hai. Alexa Rank aapke PageViews or Traffic par depend karta hai. Alexa Websites ke Rank ko daily update karta hai.
Alexa rank Kaise Mapta(Measure) karta hai?
Alexa official website ke anusaar veh bahut si jankari par rank dete hai jaise daily Unique Visitors, Total Number of Pageviews, 3 Mahine ke data ko dekhte hue Alexa aapki website ko rank karta hai. Mera manna hai ki Alexa Rank Poori tarah Traffic par depend hai.
Alexa Rank sahi Ranking batata hai?
Alexa traffic rank 1lakh se jada rank waali website ke Liye jada acha nhi hai. Lekin jin websites ka rank 1lakh se kam hai un ke Liye Alexa rank Bilkul sahi ranking batata hai. Aap bus ache blogs Likhen Aapka Rank Jaldi hi acha hoga.
Alexa Toolbar Kya hai?
Alexa toolbar Aapki Website ki details ko Alexa tak pahunchata hai jis se Alexa.com ko Aapki Website ko rank karne me asani Hoti hai. Alexa Toolbar ko aap yahan se Download kar sakte hai- Alexa Toolbar
Blog Website ka Alexa Rank Kaise Improve Kare:
Apni website Blog ka Alexa Rank Improve karne ke 5 tarike hain.
- Alexa Widget
- Alexa Toolbar
- Aapke Blog Website ki Traffic
- Apni Posts ko Daily update kare
- Alexa Review(Yeh naya Feature hai)
1. Alexa Widget:
Alexa Widget ek bahut se Simple html code hai jise aap apne WordPress blog me add karke Apni website ki Ranking increase kar sakte hai.
Apni Website me Alexa Widget kaise add kare?
Website me Alexa widget add karne ke 3 tarike hai-
- Website me Alexa Widget add karne ke liye aapko yeh HTML code apni website me Copy karna hai. yeh code aapko sirf Alexa Rank hi Dikhayega.

Hello,
ReplyDeleteThanks for sharing