Android Phone Me Automatic Apps Updates Kaise Band Kare in Hindi
Hi guys me Gaurav Rajput, aaj aapko bataunga ki Google play store pe apps auto update kaise band kare Guys Humare phone ke liye hume saare apps Play store pe hi milte hai Or hum vahan se install karte hai jab uss app ka update jab play store pe aa jata hai too vo app automatically hi update hone lagti hai like - google chrome, google plus, gmail and many more. jisse data bhi kaafi waste hota hai iska ek hi solution hai hume play store apps auto update ko disable kar dena chahiye.
Snapchat Account Ko Permanently Delete Kaise Kare
Apne Android Mobile Phone Mai Slow WiFi ko Fast Kaise Kare
Iss trick ka use karke aapko kai saare advantage milte hai like - Ram Free Device, Data saving, Free Internal Storage or bhi kaafi saare. Aapko is trick ka use apne phone me karna chahiye jisse auto update band ho jaye or humara data bhi waste naa or app jab bhi update hoga to humari permission se hi hoga.
Share Market kya hai or Share Market se Ghar Baithe Paise Kamaye
Google play store se apps auto update kaise disable kare
Appa auto update ko stop karne ke liye aapko kuch steps ko follow karna padega mere bataye hue steps ko follow kare.
Step 1: Sabse pehele aapna google play store ko open kare.
Step 2: Dashboard pe click kare vaha aapko setting ka option milega uspe click kare.
Step 3: setting me aane ke baad aapko first option select karna hai jaha likha hoga Apps auto update.
Android Mobile Apps Me Show Ho rahe Ads ko Kaise Band / Block kare
Step 4: Apps auto update pe click karte hi aapke saamne 3 options honge.
Mx Player Me mp3 Song Kaise Play Kare
Android Phone User Ke Liye 100 Hidden Secret Codes

- Do not auto update apps
- Auto update apps at any time. Data charges may apply.
- Auto update apps over Wi-Fi only.
Step 5: humko auto update ko band karna hai isliye aapko first option select karna hai.
First option select karne ke baad Auto update disable ho gaya hai jab bhi aapko apna app update karna ho usse my apps and games Jake dekh le agar uska update available hoga too kar lijiye varna kuch dino ka wait kare. Too dosto kaisa laga ye article agar pasand aaya ho too dosto ke sath share karna naa bhule.
I hope ये पोस्ट आपको अच्छी लगही होगी. यदि आपको यह पोस्ट अच्छी लगे तो आप इसे friend के साथ जरुर share करे. क्योंकि हम हमेशा आपके लिए इसी तरह की पोस्ट लेके आते रहे

No comments: