Whatsapp Par Useless Photo Ko Automatically Delete Kaise Kare
Whatsapp ek bahut hi popular or easy way hai image or media files or sms bhejne ke liye jisse whatsapp use karte huey hamare phone ki storage full ho jaati hai kyonki bahut saara junk, media or images
phone me store ho jaata hai.
Or agar hamne whatsapp par group join kiye ho to fir itna data collect ho jaata hai ki kai baar mobile hang hone lagta hai jisse hame majbur hokar data delete karna padhta hai lekin isme bahut time lagta hai kyonki important data delete na ho jaaye isliye ham one by one delete karte hai fir time nahi milta hai or fir storage full ho jaati hai.
Toh kyon na ek aisa software ho jo junk file or images ko automatically delete kar de or hame koi pareshani bhi na ho. Aisa hi ek junk cleaner app hai magic cleaner jo ki hamare phone me
store files, screenshot, media file, images sab ko scan kar deta hai or images ya cartoon ya or bhi jo junk hota hai delete kar deta hai.
store files, screenshot, media file, images sab ko scan kar deta hai or images ya cartoon ya or bhi jo junk hota hai delete kar deta hai.
Using Magic cleaner
Magic Cleaner Kaise Work Karta Hai
Siftr, ek picture website hai, jo images ko store karta hai. Islye ye sabhi junk images ko detect kar sakta hai.Image detect karne ke liye apke Internet hona jaruri hai. Mene jab Magic Cleaner application use kiya toh isne mere mobile me 1000+ junk images ko detect karke delete kar diya. Mai iski accuracy se bahut impress hu, Isye sabhi junk images ko delete karne me 1 minutes se bhi kam time laga hai.
Agar apke android phone me whatsapp hai toh apko Whatsapp junk image cleaner jarur rakhna chahye. And Magic Cleaner se acha aur koi junk image cleaner nahi hai. Ye apke sD card ke space ko clean and increase karne me help karta hai. Aur apke gallery ka bhi care karta hai. kyunki ye automatically sabhi junk images ko delete kar sakta hai.
![]() |
| Magic Cleaner |
- Install hone ke baad jab ham app open karenge tab hame three information dikhayi dengi last wali show me the magic par click kare.
- Ye app hamari image ko analysis karega or jo bhi space junk image se full ho rahi hai hame screen par information de dega.
- Analysis karne ke baad magic cleaner automatically photo ko delete kar dega jisse hamari storage space bhi free ho jaaygi or hamara time bhi bach jaayga.
I hope guys aapko ye humara "whatsapp junk photos ko delete kaise kare" article pasand aaya ho. Sath hi ise Social media par share jarur kare, Thank you and Visit Again.



Thanks Gaurav ji for updating on how to delete useless photo from whatsapp.
ReplyDeletethanks bhai apne bahut badhiya post likhi hai. Share krne ke liye thanks
ReplyDeleteI hope you like this post & keep visiting
ReplyDeletethanks
Great tips for sharing
ReplyDeleteI really love your post. thanks for sharing this and looking forward to seeing more from you.
ReplyDeleteThank you For Sharing This Information…
ReplyDeleteAnd also give to me important knowledge.
Impressive thanks for the post.
ReplyDeleteBlogs are not just for socializing with others but it can also give us useful information. like this just like me I'am a new blogger and this article gave me lots of ideas on how to start blogging to a site or posts.
ReplyDelete