Blog Ki Security Ke Liye HTTPS Enable Kaise Kare with custom Domine
Hello Bloggers, Mai aapse kuchh question puchhna chahta hu.
Kya aap chahte hai ki aapka blogger blog professional dikhe?
Kya aap chahte hai ki aapka blog secure ho jaaye?
Kya aap chahte hai ki aapka blog fast open ho?
Kya aap chahte hai ki aapke blog av jitna SEO Optimized hai usse khi jyada ho jaaye?
or Blogger blog pe Free me SSL Certificate kaise enable krte hai??
Agar aapka jwaab haa hai to aap sahi jagah pe post padh rhe hai. Hum sab jaante hai ki Blogger Platform free me SSL HTTPS Certificates deta hai. Par wo sirf blogspot domain ke liye available hota hai. jaise www.yourdomain.blogspot.com
To kyu naa hum ye sikhe ki Blogger me Custom Domain pe bhi free me SSL Certificate enable kre. Free SSL enable krke aap apne blog ko HTTP se HTTPS kr skte hai. Jisse aapka blog pehle se jyada secure ho jaayega.
Step1 : Sbse pehle aapko apne blog ko cloudflare se connect krna hoga.
Step2 : Ab aapko cloudflare me SSL Certificate activate krna hai.
1. Crypto tab pe click kre
Congratulations, aapke blog ke lie cloudflare me SSL active ho gya hai.
Step3 : Ab aapko apne blog ko HTTP se HTTPS pe redirect on krna hai. Yah sbse important hai. Niche diye steps ko carefully follow kre.
1.Page Rules tab me jaaye
2. Create Page Rule pe click krke niche diye screenshot jaise 2 Page Rule create kre. Or abhinavajmods.com ki jagah apne blog ka name daale.

3.Page Rule create krne ke baad Firewell tab me jaaye
4. Security Level ko 'Low' kr de.
5. Ab cloudflare me saara work ho chuka hai. Log Out kr de.
Step4 : Ab Apne blogger acoount me login kre. Or Template me jaake Edit HTML kre. Uske baad </head> search kre or niche diye code ko copy krke </head> se thik pehle paste kre. Or yourdomain ko change krke apne blog ka url daal de.

SSL Certificates Blog Par Use Krne Ke Fayde
- Aapka blog pehle se professional dikhega.
- SSL Certificate aapke blog ko hackers se protect krega.
- Aapka blog secure or fast ho jayega.
- HTTPS use krne pe aapke blog ka ranking google me upar ho jaayega.
SSL Certificate Enable Kaise Kre
Step1 : Sbse pehle aapko apne blog ko cloudflare se connect krna hoga.
Step2 : Ab aapko cloudflare me SSL Certificate activate krna hai.
1. Crypto tab pe click kre
Congratulations, aapke blog ke lie cloudflare me SSL active ho gya hai.
Step3 : Ab aapko apne blog ko HTTP se HTTPS pe redirect on krna hai. Yah sbse important hai. Niche diye steps ko carefully follow kre.
1.Page Rules tab me jaaye
2. Create Page Rule pe click krke niche diye screenshot jaise 2 Page Rule create kre. Or abhinavajmods.com ki jagah apne blog ka name daale.
3.Page Rule create krne ke baad Firewell tab me jaaye
4. Security Level ko 'Low' kr de.
5. Ab cloudflare me saara work ho chuka hai. Log Out kr de.
Step4 : Ab Apne blogger acoount me login kre. Or Template me jaake Edit HTML kre. Uske baad </head> search kre or niche diye code ko copy krke </head> se thik pehle paste kre. Or yourdomain ko change krke apne blog ka url daal de.
hello sir, agar hum blog wordpress par transfer kate hai to hamara pahelawalablog ka url wahi rehata hai kya matalab blogname aur domain name
ReplyDeleteaap apna jo blog wordpress per leja na chatee hai le jaye ek code apko apne blog mai dalna padega fir apka blog wordpress per redirect ho jayega
ReplyDeleteBahut hi badhiya article hai. Thanks for sharing this!! :)
ReplyDeletevery nice and helpfull
ReplyDeletei hope u like this post & keep visiting.
ReplyDeleteThnx for providing this very important information.
ReplyDeleteI hope you like this post & keep visiting
ReplyDeletethanks